URL ki Puri jankari in hindi me/URL kya hai?:- Helow dosto, swagat hai aap abhi ka ek baar phir se hamare blog surf xtra tech me. Jaisa ki dosto aaj ka hamra topic hone wala hai Url ke bare me. Yaani ki URL kya hota hai. URL kaise kaam karta hai. To chaliye kuch nya sikhte hai.
Jaisa ki Dosto internet ka jamana hai . duniya ke sabhi log internet seva se parichit hai. Koi bhi kaam ke liye ham internet se phatak se kuch bhi search kar hi lete hai. Aur hme result bhi usi time mil jata hai. Ye itne sare jankari kha se aati ye sab ek URL ki wajh se aata hai. Jisko Address bhi bol sakte hai. Jaise me example url hai https://www.xyz.com/ ye bhi ek Url hai.
URL ki Puri jankari in hindi me -surf xtra tech |
To chaliye dosto sbse pehle detail me jaan lete hai ki URL kya hai.
URL kya hai?
Example ke taur pe bola jaye to . Agar ham apni real life me dekhe to kisi bhi chithi (Letter) ko ya kisi bhi coriyar ko pahuchane ke liye hamre pass address hona bahut hi jaruri hai. Tabhi ham use bhej pate hai. Agar parsal par koi address hi nhi hoga to aap tak kabhi pahuchega hi nhi yaar phir bhejayega hi nhi .
Bilkul waise hi internet are URL bhi ek Address ki tarah hota hai. Jiski madd se ham kisi bhi website tak asani se pahuch jate hai. Jaise abhi aapmeri website surf xtra tech par pahuche hai.
Ab URL ka full form hota hai uniform Resource locator hai , jo kisi website ya website ke page ko Represent karta hai, ya aapko kisi web page tak le jata hai. Yaa pahuchat hai jske sahayta se aap apne jarurato ko puara kar lete hai.
Ab Baat aati hai ki URl bana kaise hai. To niche pdhte rahiye ye bhi aap abhi ko Pata chal hi jaega. Dosto URL 3 chijo se mil kar bani hoti hai.
1.Protocol
http yani ki Hypertext transfer Protocol hota hai. Jo ki ek protocol hota hai. Jiski madad se hi internet par data transfer hota hai.
2.Domain name
Domain Name jo ki kisi bhi particular website ka pata (Address) hota hai, bilkul surfxtratech ke jaise.
3.Domain code.
Domain code jo ki yah darsata hai ki website kis prakar ki hai. Jaise meri website ka Domain code .xyz hai. Aur bhi bahut sare domain hai.
Example :-.com, .in, .net, .org, .xyz, .edu, .online
To dosto ye rahi aapki domain code ki example jo aap hamre website ke domain me dekh sakte hai. Hamne .xyz ko use kiya hai.
Dosto itna kuch jaane ke baad ab ham thoda ye bhi jaan lete hai ki URL kaam kaise karti hai. To chaliye ye bhi padh lete hai.
URL kaam kaise karta hai.
Internet par harek website par ek IP Address hota hai. Jo numerical hota hai. Jaise mai example ke taur par www.google.com ko hi le lete hai. Jiska ip address 64.233.167.xx hai.
Jaise hi hm pane browse yaani ki GOOGLE CHROME, OPERA & FIREFOX etc. ye sab me hm lo kisi bhi website ka URL dalte hai to hara browser us URL ko DNS ki madad se us domain ke IP Address me badal deta hai. Aur us website tak pahuch jata hai. Jo hamne serach kiya tha.
Shuruwat me kisi bhi Direct ip se hi kisi website ko access kiya jata tha. Lekin yah ek bahut hi kathin tarika tha. Kyoki itne labe number ko to yad rakh pana muskil hota hai n. isliye baad me DNS naam bnaya gya . jisse ham kisi website ko naaam assni se yaad rakha jata hai.
To Dosto aaj ke is post me aap sabhi ko ye URL kya hai. Aur URl kaise kaam karta hai? ke bare me bilkul jankari mil hi gai hogo . aur hamri koisi bhi puri hui hogi .
To dosto es post ko share kare apne dosto aur Relatives ke sath . aur comment kar hame jarur bataye ki ye post kaisa laga hai. To milte hai agle post me . tab tak good bye.
THANKS FOR READING
Post a Comment