Sim car Design ka kya karn hai? Sim card ka ek kona kyu kata hota hai

Sim car Design ka kya karn hai? Sim card ka ek kona  kyu kata hota hai :- Hello dost0 , ek baar phir se swagat karte hai hm apne blog surf xtra tech me . dosto aaj ham sim card ke baar me kuch important baat share  karne waale hai  aap logo se to chaliye phir  aaj kuch nya sikhlete hai.

Sim card ka ek kona  kyu kata hota hai. Aaj ke duniya me mobile  ko use karne wale  logo ki sankhya  dino pe din badhte hi jaa rhe hai. Waise aajj ke samya jaha ek traf mobile se puri duniya connect ho gi hai , whi dusri traf inhi mobile se paryawaran  ko kagi nuksan bhi pahuch raha hai. 

To har chij  ke do pehlu hote hai, jisme ek achha to dusra bura hota hai. Mobile me sim lagate waqt aapke mn me ye swaal jarur aata hoga ki sim ka ek kona kata hua kyu rahta hai. Aur iska jwab aapne janne ki kosish bhi ki hi hogi.
Sim car Design ka kya karn hai Sim card ka ek kona  kyu kata hota hai ,surf xtra tech
Sim car Design ka kya karn hai Sim card ka ek kona  kyu kata hota hai ,surf xtra tech

Tochaliye iska simcard ka design yaani ki sim card ka ek kkona kyo hamesa kata hota hai. 

SIMCARD  ki Design 

Jab suruaat me mohbile ka aviskar hua to us samya sim ka prayog ek chip ki tarh hota tha. Yaani ki sim card ka mobile se  nhi nikala ja sakta tha.

1991 ki sadi me jab Yuropian telecom communication ne apna phala phone launch kiya tab usme simcard ek chip ki rup me prayog hota tha. Aapko pata hi hoga ki bhartiya Reliance company ne bhi apne shuruaati dino me Rim wale mobile pesh kiya the jinme sim ko nahi nikala ja sakta tha.

Reliance ke ye Rim waale mobile us samya kafi lokpriy hua tha. Lekin jaise hi technology me vikash hua uske sath mobile aur sim me bhikoi jarurat ke hisab se kai pariwartan kiye gaye the.

Ab ham log Smartphone  use kar rhe hai jisko ham log touch screen ke naam se bhi jante hai. Kisme sim ko nikal kar dusra sim bhi laga sakte hai.

Jab shuruwati samya me jarurt ko dekhate hue mobile se sim ko alag kiya to us samya sim ka aakar charo tarpho se ek jaise hua karta tha. Lekin sim ke aise ek saman aakar ki wajh se kai presani bhi samne aai thi.

jaise same aakar waale sim me ye pata nhi lag patta tha ki sim shi laga hai yaa nhi , iske alawe kai baar sim ko  ulta bhi laga diya jata tha jise bahut hi paresani hua karti thi.

To ye sab baate ek samsya ban gai thi log sim card ko lekar presan hote rahte the . in sb samsyao ko dekhte hue sim compnyo jaise , ab ki bhi baat kare to jio , Airtel , Idea ,Vodaphone , Telenor, etc. bahut sari hai. Ham yhi sab comanyio ki baat kar rahe hai.

Ye sari simcard walli companiyo ne  simcared ke design taiyar kiye jinme aaj ka sim bhi samil the jinka naam hamene uapr me bataya hai.

Aaj kal jo hamsab log simcard use karte hai un simcard ke ek kone hamesa kata hua milta hai. Iske simcard ke design ne kai samysa ka hal kar diya hai.

Simcard ka ek kona kata hone se sabhi log sahi tarike se sim ko jaldi hi laga pate hai aur paresani ki koi bhi baat nhi hoti hai.

Isilye in sabhi samsyawo ko khatm karne  ke liye Telecom company /industries ne sim k eek kone ko kaat diya tha. Jo aaj tak jari hai. Yaani ki chal rahe hai.


To dosto asha hai ki aap sbhi log jaan hi gye honege ki simcard ki ek kona kyu kata hota hai, yaa simcard ki design aise kyu hai. To dosto share kareiye ye post ko apne dosto aur relatives ke sath taki unko bhi simcar ke design ke bare me pata chale aur aur hame comment karna na bhule.

Post a Comment

Previous Post Next Post