Bootstrap kya hai? Aur bootstrap ke kya fayde hai? surf xtra tech:- Bootstrap web application me kaam aata hai. Bootstrap ek Open souce front end frame ward hai. Yah HTML, CSS aur JAVA Script se mil kar bana hua hai. Jisko Twitter ne Develop kiya hai.
Yah ek free program hai jiko koi bhi download karke upyog kar satkta hai. Aur isko aap kisi bhi platform par (jaise me windows linux and mac ) Operating system me chala bhi sakte hai.
Yah ek free program hai jiko koi bhi download karke upyog kar satkta hai. Aur isko aap kisi bhi platform par (jaise me windows linux and mac ) Operating system me chala bhi sakte hai.
Bootstrap kya hai Aur bootstrap ke kya fayde hai surf xtra tech |
Ye Grid system proyog karne ka vikalp pradan karta hain. Jo ek layout ko banana ke liy7e sbse tej aur simple tariko me se ek ke rup me jana jata hai. Jisse aapka time bach jata hai.
Bootstrap website ko Responsive banana ke liye kaam me aata hai. Responsive ka matlb hai ki aap agar kisi website ko chahe mobile me open kariye yaa phir computer me ye wo aapke device ke screen ke jaisa apna size ko adjust kar lena hota hai. Ye feature bahut hi achha response deta hai.
Aur ye responsive hone ki wajh se website ki look , uska content , hoya phir koi aur layout sabhi aapke device ke anusar adjust hone lagata hai.
Jaise ki mai ye bhi batana chaunga ki aapko ye jo sari template / Theme dekhte hai. Jo apke hi device ke anusar uska Size adjust hojata hai. Ye sare ke sare template Bootstrap ki madd se hi banya jata hai.
Ab ham Bootstrap ke fayde yaani Advantages ki baat kare to , iske bahut hi anokhe hai to chaliye phir iske bare me bhi jaaan hi lete hai ki boot strap ki kya fayed hai.
Bootstrap ke kya fayde hai/ what is the benefits of Bootstrap
Dosto aaj ke daur me internet ki bahut hi popularity hai. Aisa aap bhi mante hai. Log ,Mobile, laptop aur tablet se lekar Pc sabhi ka istemal karte hai. To agar hamko apni wbsite sabhi logo tak pahuchani hai apna business jayada se jyada failane hai, to hamri website aise honi chahiye jo sbhi device me adjust hojaye.
Ye bootstrap ke fayde kuch isprakar hai:-
1.Design Responsive:- Bootstrap ke madhyam se aap bahut hi asani se hi Responsive Design wala template , website ko bana sakte hai.
Jisse apki website jo hai wo kisi bhi device me adjust ho jaye.
2.Use karna Asan:- Yadi aapko HTML aur CSS ko basic jankari hai to aap asani se bootstrap ka upyog kar sakte hai.
3.Time ki Bachat:- Bootstrap ka sabse bada fayda hai ki iska use karne se development speed badh jati hai. Aur bahut ki kam samaya me kaam ho jata hai. Iske viprit yadi aap khud se bina bootstrap ke responsive design banana chahte hai to aapko isme kaagfi samya lag sakte hai.
4.Open source:- iska sbse badiya isko aap free me hi use kar sakte hai
5.Browser Campatible:- Bootstrap ko is tarh banya gya hai. Ki yah hamra webpage lagbhag sabhi modern browsers ke liye (chrome, opera etc.) me ek jaise hi dikhai de.
Ye hai Bootstrap ke fayde, Dosto aage kuch iske Customizable ke bare me bhi batana chahunga, to aage padhte rahiye.
Dosto ,Agar aap Bootsrap ke website bana kar uske kuch hi featuresko istemal karna chahte hai to aap bahut hi asani se kar sakte hai. Kyoki isme Navbar, table, form , button, model, dropdown menu, badgets . etc. usme maujud rahta hai. Ap jo use karna chahte hai usko use kar sakte hai.
Dosto agar aap Bootstrap ke bare me aur bhi jankari jaise ki , Bootstrap kaise banaya jata hai?, bootstrap ko kaise use kare. To aap niche diye gye link se sare kuch padh kar bootstrap ke bare me sikh sakte hai.
Aur hmne upare me aap sabhi ko bata hidiya ki bootstrap kya hai, aur bootstrap kaise kaam karta hai. Bootstrap ke kya fayde hai?
Asha hai aap sbhi ko ye post bahut hi achha laga hoga. Aur hamari aaap sbhi ko smjh me bhi aa hi gya hoga to jaldi se commet kar ke batye ki kaise laga hai ye post . aur apne dosto aur relatives ke sath sahare bhi kare taki unhe bhi bootstrap kya hai . aur iske fayde ke bare me pata chale.
Thanks For Reading
Post a Comment