What is a Niche Blog? Difference between niche and multiple blogs . or Niche blog kya hai? Aur niche blog aur multiple blog me kya Antar hain in Hindi.
hellow dosto , swaagat hai ap sabhi ka surf xtra tech me. asha hai aap sabhi log achhe honge. To chaliye aaj kuch nya sikh lete hain.
Dosto aaj ham niche blogging kya hai? Niche blogging aur multiple blogging me anate kya hai . ye sabi topic ke bare me baat karne waale hai. To dosto padhte rhiye es post ko .
What is a Niche Blog? Advantages And Disadvantages in Hindi | surf xtra tech, why to blogging below, why niche blogging should be done |
What is niche blogging?
Sabse pehle jaan lete hai. Ki niche bloging ka kya arth hai. Dosto nich blogging ka arth hota hai, ki kisi bhi particular athava nichit subject par blogging karna niche blog kahlata hai.
Example – yadi aapka ek blog aur aap us par keval health se related post karte hai. To is tarha se aap health carrying kar rhe hai. Yaa phir kah lijiye niche blog kr rhe hai. Mujhe ummid hai ki aapko nic he blog ka matlb samjh aa gyaa hoga .magar dosto aaj ke duniya me bahut hi kam log honge, jo niche blog karte honge. Aaaj kal koi multi blogging karna pasand karta hai. Aur jo kar bhi rhe hai. Wo usse achhi khasi earning kar rhe hai.
To dosto jyada der na karte hu chaliye jaanlete hai. Ki niche blogging kya hota hai aur multi blogging kya hota hai.
Niche blogging –
ham niche blogging ek particular topic par kar skate hai. Jaise aapne food product ke bare me to jarur suna hoga vah apne har blog me Food ke product hi se realted jankariyo lo dete hai.
Aur uus blog ko post karte hai to yah niche blog ke andar aata hai niche blogging ki siddha sa arth yah hai ki aaap kisi particular topic ke upar hi apne post karte ho. Jise ham niche blog kahte hai.
Multi Blogging –
Aap multi matlb se hi jan gye honge ki multi ka matlb hota hai, bhut sari Alag-Alag chinje. Agar ham gaur kare to blogging me jitene bhi blog hota hai . vo alag topic ke upar hote hai. Jaise ki aap ek blogger hai aur aap apne website par rojana alag-alag topic par article likhe ke post karte hain. To wo aap multi blogging ka kaam kar rhe hai.
Multi Blogging kisi particular topic ke upar nahi hoti hai balki yah har kism kijankari ka mel hota hai. Jisme hm har kisi topi se sambandhit jankriyo bhi post kar sakte hai. , jaise ek website me khana ki chijo se ethihasik imarto ke bare me , internet ki dniya se sambandhit aur anya aur bhi baate post kar rkhi hoti hai.
Aapne dekha hoga ki jab aap koi bhi topic search karte hoto wo search engine aapko us topic se related alag-alag blog ko dikhata hain.
Niche blogging ke advantages aur Disadvantages
Advatages of niche blogging
Dosto , ab ham aap sbhi ko bataenge ki niche blogging se kya fayede hain.
§ Aap kisi website pe rojan Post dalte ho to apko blog likhne me asani hogi aur us topic ke bare me aapk kaphi achhi jankari bhi hogi.
§ Isme aapko soch nhi hoga ki kis topic par blog likha jaye. Isilye jyadatar log niche blogging krete hai.
§ Yah hamare liye bahut hi labhdaayak hai . ab aap soch rhe honge ki niche blog hamare liye kaise labhdayak hai aapko bata de ki niche blog ka traffic targeted hota hai. Jo multi blogging ki rates se jyada hoti hai.’
Disadvantages of Niche Blogging
§ Niche blog ke jyada nukasan nhi hai, , agar apko kisi topic par blog likh rahe hai aur vo negative soch me likh hai. To jo log yah blog dekh rhe hai unko ise pdhne se kuch galt bhi impact pad sakta hai. Isliye jitne ho sakte hai positive soch me hi blog likhe.
Niche Blogging kyu Karni vchahiye or Why blogging should be done.
Niche blogging hme isliye karni chahiye kyoki agar aap niche blogger hai. Toh koi bhi aapki website par asani se jaa sakte hai, jaise aap hmesa ek topic par hi b log salte hai jo log aapki website par dale gye blog ko padhenge. Wo hamesa hi aapko website par visit karnenge.
Sabse bada fayda yah hai ki aga aap nicyhe blgger hai to aap niche blogging se aasani se pasie kama sakte hai.
Kyoki bahut se log abhi tak niche blogging padhan pasand karte hain. Aur Niche Blogging se Aaap jyada viewers bhi gain kar sakte hai.
Niche blogging karte samaya kis kis baato par dhayan rakhen.
· Niche blog karne se pahle yah dhayan rakhe ki jo topic apne soch rakha hai , aapka blog usi se related hona chahiye.
· Niche blogging shuru karne se pahle us topic ke bare me aapko puri jankari honi bhut jaruri hai.
· Dhayan rakhe jab aap niche blog karte hai to usme apki koi negative baate nahi honi chahiye.
· Jab aap apna blog likh lete hai tab aapko ek platform choose karna hotqa hai. Word Press ya Blogger agar aap Blogger ko chunte hai to aapko thodi muskil hogi lekin agar aap word press ko chunte hai to aap apne blog ko stting achhi tarh se karni chahiye. Jisse aapka blog attractive lage.
· Jab aapki Editing Complete ho jaye to ek baar apne blog ko padh le taki usme koi galti na ho.
Hamare es Article se Niche Blogging kya hai.? Aapko iski upoyi mili hogi to apne social media par jarur share kare. Aur subscribe kare aisi hi jankari parapt karne ke liye.
Post a Comment