Email Marketing kya hai. Aur ye kaam kaise karta hai. | surf xtra tech

Email Marketing kya hai. Aur ye kaam kaise karta hai :-Dosto, Aaj ham Aapko Email Marketing kya hai. Aur email marketing kaam kaise karta hai. Iseke bare me batayenge. Aapne kai tarah ki marketing ke bare me suna hoga. Jaisa – Online marketing aur offline marketing to agar aaj ke jamane ki baat kare to aaj jo ki pura jamaana online ho chukka hai.

Jise dekho wo apne business ko online marketing  kejariye aage badh raha hai kyoki ab log offline marketing se achha online marketing ko karna pasand karte ho. Ki  yah email marketing kya hai.
Email Marketing kya hai. Aur ye kaam kaise karta hai ,surf xtra tech ,what is email marketing , and how do its work.
Email Marketing kya hai. Aur ye kaam kaise karta hai ,surf xtra tech ,what is email marketing , and how do its work. 

Email Marketing kya hai. /Email marketing kya hai?

Kisi bhi prakar ki marketing jisme email ka prayog ho bah Email marketing kahlati hai. To pahle ham aapko bata de ki email marketing hoti kya hai, dosto email marketing ka mtlb hai ki apne business ko Electronic tarike se chalana.

Iske  istemal kais sare mahatvpuran kary ke liye kiya jata hai. Jaise agar aap koi blogger hai. Jinke pass bhut sare logo ke email address ya email id hai to aap un ID ka prayog karke apni site ke subscribers ko badha bhi sakte hai. 

Jab ham  kisi nai website par visite kar rahe hai. To us website ko subscribe karne ke baad jab bhi koi post par us wbsite ke duwara Publish ya Update hoga to aakpko Email notification mil jayega. 

Iske sath hi aur bhi kai alag-alg kaam hai.  Jisme email ke jariye marketing ki jati hai jaise Affiliate Marketing ko Promote karna. 

Email Marketing Kaam kaise karti hai? 

Sabse pahle hme yah jaanna chahiye ki hamara Email Marketing karne ke piche kya maksad hai kya hai, kya aap sirf kisi website ki promotion ke liye iska use karna chahte hai .yaa phir Real me koi kaam karna chahta ho . email marketing alag-alag tarh se kaam karti hai. 

Email List Build karna 

Sabse pahle to aapke pass achhe  khase Email ke Address hona chahiye agar aapke pass logo ki email Id ki list nahi hai. To aapko email list ko build  nahi hai. Aapko email list ko build karna pdega.

Email list ko build karne ke liye aap apne website par email subscription box ka istemal kar sakte hai aapko automatically email ke address mil jayenge. 

Subscribe’s ka istemal kaise kare. 

Subscribe’s ke email ka aap kai tarh ke kamo ke liye use kar sakte hai. Iske liye aap premium tools ki madd le sakte hai. Aab en tools ka istemal karke aap email ki marketing ko achhe se manage kar sakenge.

Tools
1.     Convert kit
2.   Aweber
3.   Active champion
4.   Constant contact
In tools, ki helps me aapko alag-alag email ko manage karne me asani hogi. 


To is article se apko email marketing kaya hai. Iske bare me aapko kaafi had tak jankari mil hi gai hogi dosto agar apko yah article achha laga hai to comment karna Na bhule. Aur apne dosto ke sath share jarur kare. Thanks for reading...

Post a Comment

Previous Post Next Post