Youtube kya Hai? Advantages and Disadvantages of YouTube | surf xtra tech

Youtube kya Hai. Aur iske Advantages aur Disadvantages?:-Aaj mai aapko Youtube ke bare  me bhut se mahatav purn baate batane valala hu . jaise Youtube kya hain.


Youtube kisne banaya ? is kyo istemal kiya jata hai ? is par apna account kaise banaya ? isme kisi bhi video ko Upload aur Download kaise karte hai? Is sabhi swalo ke jawab  aur bhi bahut se svaalo ko ham aaj is article me jaanege. 

Youtube kya Hai?  Advantages and Disadvantages of YouTube | surf xtra tech,Youtube ko kisne aur kab banaya gya.,Youtube kab bnaya gya tha.Youtube ke Advantages aur Disadvantages,what is Youtube?
Youtube kya Hai?  Advantages and Disadvantages of YouTube | surf xtra tech,Youtube ko kisne aur kab banaya gya.,Youtube kab bnaya gya tha.Youtube ke Advantages aur Disadvantages,what is Youtube?

Youtube kya hai?  Or what is YouTube?

Isko aaj puri duniya me har koi istemal kar rha hai. Yah ek aisa yantra hai jisme se ap koi bhi video ko dekh sakte hai. Aaj Google ke baad youtube duniya me sbse jyada istemal kiya jata hai. Aaj kariban lakho  log iska istemal kar rhe hai.

Aap iski sahayata se kisi ke bare me jankari bhi prapt kar sakte hai. Aap ghar bhaithe iski sahayta se apni padhai bhi kar sakte hai. Sabse jaruri baat jo bahut se log nhi jante yaa jaan pate hai Ki yah google ke duwara chalai jane waali ek website hai isme ham video ko aage share kar sakte hai. Aur apni bhi video ko upload bhi kare sakte hai. Ab ham jaan lete hai isko kisne banaya . who made youtube. 

Youtube ko kisne aur kab banaya gya.

Youtbe ko banana waale kuch important person.

1. Jaaved karim jo ki youtube ke sansathapak ke rup me jane jaate hai. Yah Youtuebe par video salne wale pahle log hai. Jis video ka naam me AT Tha zoo.
2. Chad Harley bhi ek America aur lokpriya videoko share website youtube aur mixbit ke purn mukhya karyakari adhikari hai. Inka janm 24 january 177 me hua tha.
3. Stiwe chen ka janm 18 august 1978 me taipe me hua tha. Inka bhi bahut bada haath youtube me hai. Inhone bhi achhe yogdan diya hai youtube me.  Aur ye youtube ke baad Google pe kaam karne shru kiye the. 

Youtube kab bnaya gya tha. 

  •  Iski shruwaat 14 febraury 2004 ko ki gai thi.
  • Sabse pehle 23 april 2005 ko users ke liye beta versionyoutube par 18 second ki video banai jaa rhi thi.
  • September me ispe like aur viewers tak pahuch gya. 

Youtube ke Advantages aur Disadvantages 

1.  Isme ham apni koi bhi video  upload kar sakte hai. Jaise apaki koi video log aage tak share karte hai. Aapki video esse famous ho jati hai.

2. Iska paroyog log khusd ko famous karne ke liye karte hai. Pahle wo apne channel banate hai . phir apni khud ki koi video  upload karte hai . taki unki video jyada log dekhe. Aur unke channel ko subscribe kare. Jyada se jyada like bhi kare.

3.   Youtube ka sabse bada fayda yah hai ki agar aapko kisi bhi topic ke bare me jana na ho to aap is pare us topic ke bare me search kar sakte hai. Bas aapko uah kholne haiki search par click karna aana chiye.

4.   Waise bhut se log ko pata hai. Ise kaise chelate hai. Isliye wo log ise assni se chala lete hai.

5.  Youtube ka sabse bada fayeda yah bhi hai ki apa online paise bhi kama sakte  hai.

Ye sab Advantages of Youtube ke antargat aata hai. 

Youtube ke hani or disadvantages of Youtube.

1. Aise application me apni taraf attaract karte hai. Jyada bacho ko koi bhi chij ya phir question karna hota hai . wo siddha in application  par jate hai. Jo unke liye galti hai.

2. Badhati hui generation ke sath aaj is par anek aise video uplod hoti  hai jo bachcho ko denkhne layak nhi.

3. Yah ek aisi chij hai , jiske har chij ka solution mil sakta hai . aaj ke jamane me har kisi ke pass phone hai aur har koi pure din is par video dekhte rahte hai. Jisse teenge ke bache ko dekhna vimari ka sikar  hona padta hai.

To  dosto aasha hai ki ye post Youtube kya hai , aur youtube ko kisne banaya hai. Aur advantages aur disadvantages of youtuebe. Jo ki aap sabhi ko achha laga hi hoga . 

Agar achcha laga hai to hame comment kare aur share kare is post ko apne dosto aur relative ke sath taki wo bhi  ye jankari ke bare me jaan sake . Aur hame subscribe kare . 

Post a Comment

Previous Post Next Post