NDA kya hai ? NDA ki puri jankari - surf xtra tech

NDA kya hai ? NDA ki puri jankari:- Hellow dosto , surf xtra tech me aap sabhi ka swagat  hain. Dosto  ham aap sabhi ko NDA ki sari jankari denewala hu. Jaise ki NDA kya hai.? NDA ka full form, NDA kaise Join kare? Aur NDA me Join karne ke liye kya-kya hona jaruri hai, NDA ke Liye Yogyta,NDA ki taiyari kaise karee.  To yaha mai aap sabhi ko NDA se judi sari jankaari dne wala hu. To cahaliye dosto aaj ham step by step jankari  jaan lete hai. 

NDA kya hai.? NDA ki puri jankari - surf xtra tech NDA ka full form, NDA kaise Join kare? Aur NDA me Join karne ke liye kya-kya hona jaruri hai, NDA ke Liye Yogyta,NDA ki taiyari kaise karee.
NDA kya hai.? NDA ki puri jankari - surf xtra tech NDA ka full form, NDA kaise Join kare? Aur NDA me Join karne ke liye kya-kya hona jaruri hai, NDA ke Liye Yogyta,NDA ki taiyari kaise karee.


NDA kya hai ? NDA ki puri jankari 

Sbse Pehle ham baat karte hai ki NDA ka pura naam kya hota hai.

NDA ka full form:- National Defence Academy

Waise to NDA ka Bahut sara full form ho sakta hain. lekin ham log NDA ke National Defence Academy ke bare me baat  karne walle hain. Jante ki Nda  kya hota hai.

National Defence academy  jisko hindi me ham log Rastiya  raksha Academy bhi kahte hai. NDA exam pass karke aap  3 sena me 1. Airforce (wayu sena), 2. Thal dena (Jisko ham log army bhi khate hain.) 3. Navy(jal sena) me aap officer post ki padbhi ko le sakte hai.  Aur aap bhi apna desh ki seva jme sahyog kar sake hai.

Ab dosto agar aap bhi chahte hai ki Navy, Airforce and Army me achhi post karna chahte hai to NDA jaise bade exam nikalna hoga. Iske liye aap sabhi logo me jajba hona chahiye. Jo aap sabhi logo me hai.

Ye NDA ka exam nikalne ke liye aapke padhai ke sath health par bhi dhayan dena hoga . jaise ki aapki written exan ke sath-sath apni fitness ka bhi dhayan rakhan bahut hi jaruri hai. Tabhi aap NDA join kar sakte hain.

NDA exams union public service commission (UPSC) saal me 2 baar aayojit karwati hai, rastriya raksha academy ne ab tak 27 seva pramukh ka nirman kiya hai. Jisme 3 param veer chakra aur 9 ashoka chakra prapat karta samil hain.

To dosto aap sabhi ko pata hi chal gya hai ki NDA kya hai.  To cahliye ye bhi jaan lete hai ki NDA kaise join karte hai. 

NDA kaise Join kare 

Iske liye apko 12th class physics aur maths subject se pass karni hogi, 12th pass karne ke baad aap NDA Exam ka form bhar sakte hain. Aur exam de sakte hai eske form har saal june aur December me nikallte hain.

Is form ko aap upsc ki website par jaakar online Apply kar sakte hain. Yaa aap sarkari result ke website par jaakar iske sare notification se lekar form ko aaply bhi kar sakte hain.

NDA exam ko pass karne ke baad aako SSB (service selection board) interview ke lye bulaya jata hain.

Aur isme bahut se Test hote hain. NDA physical Fitness Test , Group Dissussion aur bhi test aap sabhi ko pass karna bhut hi jaruri hota hain.  Exam me pass hone ke baad hi aapko aapke post ke hisab se tranning ke liye shift yaani ki bheja jata hai. Aur Tranning karne ke baad Aap NDA me kisi post ko join kar sakte hain. 

NDA ke Liye Yogyta 

1).Candidates ko india ka nagrik hona chahiye.

2).NDA exam dene wale candidates unmarried      hona chahiye.

3).Candidates ki Age 16-19 ke bich tak hona   chahiye.

4). Candidates ki height 157 cm se jyada hona chahiye.

5).Candidates ka qualificatioin 12 pass hona chahiye. Aur math aur science(physics, chemistry hona ) jaruri hain. Aur sath me 60% marks hona chahiye.

6).Candidates ka health and fitness bhi hona cahiye.

To dosto aap log smjh hi gye hai ki NDA ke  liye yogyat kya kaya hai. To chaliye ab ham aap sabhi ko bata dete hai ki NDA ki taiyari kaise kare. 

NDA ki taiyari kaise kare. 

1). NDA Exam pass karne ke liye aap sabhi ko apne padhai ko regular rakhan hoga. Aur usem subject ki baat kare to apne math (all tricky question, reasoning, aur apne syllabus ka dhayaan  rakhe.) aur sath me science bhi padhte rahe.

2). Sabhi subject ke liye ek Routine banye aur tab apni padhai ka target banye.

3). NDA ki sari pehle ke exams me aai hui question ko solve kare taki aap kahi se bhi exams me kamjor na pade.

4). Aur sabse jaruri baat ki Current affairs, General knowledge , aur bhi subject ka proper tarike se padhai karte rahe.

To Dosto asha hai ki aap sabhi ko ye post (NDA kya hai.? NDA ka full form, NDA kaise Join kare? Aur NDA me Join karne ke liye kya-kya hona jaruri hain, NDA ke Liye Yogyta,NDA ki taiyari kaise kare.) achhi lagi hogi agar achhi lagi hai to comment kar jarur bateye. Aur kuch puchna hai to comment box me comment kare.


Aur sath hi sath apne dosto aur Relatives ko bhi share kare taki unko bhi ye jankari pata chale.

Post a Comment

Previous Post Next Post