Social media kya hai? social media ke fayde aur nuksan:- Hellow dosto, swagat hai aap sabhi ka surf xtra tech me. Dosto jaisa ki aap sabhi logo ok heading se hi smjh me hi agya hoga ki aaj ka hamara topic kya hai. Phir bhi ham bata dete hai ki dosto aaj ham aap sabhii Social media kya? , aur social media ke fayde aur nuksan ke bare me baat karenge. To chaliye aaj kuch nya Sikh lete hai.
Social Media ka matlb yah hota hai, ki social communication ke duwara logo ke sath Jude rahna aur yah physical network ki tarah hi kaam karat hai. Ye network service me hi kaam karta hai. Kyu ki aaj ke jamane me sab chij online hi hogya hai.
Social media kya hai? social media ke fayde aur nuksan ,surf xtra tech Social media ke kya fayde hai? ,Social media ke nuksan ,Social media ke examples site:- |
Ab har koi information ke adan –pradan ke liye social media ka prayog karta hai. Social media ka prayog aap jaha ek dusre ke sath Friendship, Relationship, Chatting, Education etc. ke liye bhi prayog kar hi sakte hai.
Social media ke duwara videsh me ho rahi ghatnao ke bare me bhi jankari assani se mil sakti hai. Ab Jo bhi jankari deni hoti hai, logo social media ke duwara de dete hai. Aur wo bhi bahut asani se.
social media ke fayde aur nuksan
Social media ke kya fayde hai?
1. Social media ka istemal koi chij ki advertiser karne ke liye kiya ja sakta hai.
2. School Activities ko bhi assani se kiya ja sakta hai, jaha ki sabh members agar alag-alag prant ke ho tab bhi.
3. Yadi hamare ristedar ya dosto agar kahi dur me rah rahe ho tab bhi ham social media ke madd se unse asani se contact kar sakte hai. Aur bahut hi kam kharch me
4. Yaha tak ki ham dusre town, state or country me maujud logo ke sath bhi interaction kar sakte hai.
5.Unhe ham diverse files (jaise- photographs, documetns, etc) asani se bhej aur pa sakte hai.
6. Naye dost bana sakte hai jo ki kisi dusre culture ka ho.
7. Ye hame real time me interact karne me madd karta hai.
8. Social media ki mad se aaj kal political parties apna online campaingn chala rahi hai.
9. Yaha par ham Discussion aur debate forms taiyar kar sakte hai. Aur aapas me baatchit kar sakte hai.
10. Ye hame collaborative learning karne ke liye madd karti hai.
11.Ye commercial networks ko madd karti hai to logo tak apne products ko pahuchane ke liye.
12.Isse police ko bhi apne investigation ko sucharu rup se karne ke liye madd milti hai.
Social media ke nuksan
1. Privacy ek bahut bada mudda hai social medias ka.
2. Yaha koi bhi unknown aur dangerous log aapke sare personal information ki access prapt kar sakte hai. Aur jinka wo baad me galt istemal bhi kar sakta hai.
3. Iske istemal se aap apne ko apne parivar aur dosto se alag karne lagte ho kyoki aap apna bahut sara samya online me vyakt karte ho.
4. Social media me enter karne ke liye aap apne aayu ko galt bhi bata sakte ho jisse aapke anjaane hi sahi aap khud ko online molester ke karib le jaate ho . kyoki aako is chhoti age me utani samjh nahi hoti hai , aur jinka galt istemal wo log uatha sakte hai.
5. Fake account banne ki possibility jyad bad jati hai.
6. Ye apke anjane me sahi aapko apne tarf khichti rahti hai . aur baad me aap iske gulam ban jate ha.
7. Real relation ko isme bahut loss pahuchti hai.
8. Computer aur Gadgets ke jyada istemal se aapke health par bhi kharab asar padta hai.
Social media ke examples site:-
· Facebook
· Instagram
· Twitter
· Whatsapp
· Pinterest
· Youtube
· Linkedin
Assa hai ki apko social media kya hai. Aur social media ke fayde. Aur social media ke nuksan , aur examples sabhi samjh gye hone. Aur jankari achha laga hoga to comment kar jaru bataye . aur apne dosto aur relattives ko share kare.
: Thanks for reading:
Post a Comment