Blood/khun ki kami ke kya karn hai?:- Dosto bhut bhut swagat hai aap sabhi ka surf xtra tech me . Dosto aaj ham aap sabhi ko health and fitness se related kuch baate share karne wala hu jo ki ham sabhi logo ke body se related hai. To chaliye aaj kuch nya sikh lete hai.
Dosto aaj aap sbhi logo es post me jaanne ko milega ki blood/khun ki kami ke kya karn hai? Puri jaankari hindi me .
Ab dosto ye khun ki kami kaise hoti hai . iski sabse samsaya hai logo ke bhojan hai iske alave khun me iron ki kami se bhi blood ki kami ho jati hai.
Iska natija yah hota hai ki body dhire dhire bahut saari bimari se dhirne lagata hai. Desh ke jyadatar log swadist kahane ka mja lete hai . Jisme swad /taste ki kami hi nhi hoti hai.
Lekin iskme paustic chije , jaise vitamin jaisi matraye bhut hi kam hota hai. Jiski wajh se achha taste wala khana hote hue bhi sehat ko nhi bana pata hai.
Blood / khun ki kami ke kya karn hai? Puri jaankari hindi me -surf xtra tech,Khun/blood ke kami ke lakshan ,Body me khun/Blood ki kami hone ke karn,badhane ke liye kya kare. |
Khun/blood ke kami ke lakshan
- Sabse pehle to kamjori hone lagti hai.
- Achhe bojan ki kami.
- Uthne bhaithne me sanse fulne lagti hai.
- Honth /lip ka range bhi badalne lagti hai.
- Skin bilkul pila hone lagta hai.
- Nakhun ke bhi color badal jate hain.
- Chest/breast me bhi jalan aur dard hone lagta hain.
- Hath pair kaapne lagte hain.
- Nind bhi nhi aati hai blood ke kami ke karan.
- Chakar bhi aane lagti hai.
- Heart beat kam aur jyada hone lagta hai.
Body me khun/Blood ki kami hone ke karn
- postic bhojan ki kami
- iron ki kami
- vitamin ki kami
- smoking
Blood/ khun badhane ke liye kya kare.
Dosto Agar aap bhi apne Blood/khun ko badhana chahte hai. to niche diye gye jaankariyo ko padhe aur smjhe ki kya kya chij aapke khun ko badha sakti hai.
khun /blood badhane ke liye upaye
- Chukandar (Beatroot)
- Anaar (pomegranet)
- kela (Banana)
- Gajar (Carrot)
- Amrud(Guava)
- Sev (Apple)
- Badam (Almond)
- kaju(cashewnut)
Aur ek sabdo me kha jae to aap sabhi ko
#fruit khana hoga.
#Green vegetable aur
# Dry fruit
#Milk
Aur in sb ke alawe aap sabhi ko apne bhej wale bhojan par bhi dhayan rakhan hoga
- Meat
- chicken
- fish
- egg
ye sab aap sabhi ko khun/blood ki kaami ko pura karega aur apake body ka health and fitness bhi surakshit rahega .
To dosto kaisa laga aaj ka ye jankari asha hai bhut hi achha laga hoga . aur ye blood / khun ke kami ke kya karan hai?, Body me khun/bood ki kami hone ke karn, khun /blood badhane ke liye upaye. sari jankari bhi clear hogya hoga. To Hame comment kr jarur bataiye aur apne dosto aur sambandhiyo ke sath jarur se jarur share kare taki unko bhi ye post padh ke kuch jankariya mile .
Aur agar aap hmse kuch aur bhi puchna chahte hai to hme jarur comment kar puche. Ham aapke swalo ke jwab surfxtra tech ke jariye jarur dene ki koshis karenge .
إرسال تعليق