DSlR camera kya hai? Aur kaise kaam karta hai -surf xtra tech

Hellow , dosto swagat hai aap sabhi ka surf xtra tech me ek baar phir se. Dosto aaj ham  DSLR camera ke bare me aate karne walle hai.  Yaani ki DSLR Camera kya hai? , DSLR camera kam kaise kart hai.? Iske parts kaun kaun se hai. Chaliye der na karte hue sidha topic to samjh lete hai. 

What is DLSR camera/DSlR  camera kya hai? 

DSLR ka full form  Digital single lens reflex hota hai. DSLR ek prakar se SLR camera ka Upgraded Version hai. SLR camera purine samay ka Popular photography  camera hua karta tha. Lekin ab 21wi century me SLR ko upgrade karke iska New Version DSLR bana diya gya hai. DSLR  kafi mamle me SLR camera se behtar mana ja raha hai. 


DSlR  camera kya hai? Aur kaise kaam karta hai -surf xtra tech,What is DLSR camera/DSlR  camera kya hai?,Parts of DSLR / DSLR camera ke Parts,DSLR camera kaise kaam karta hai.,SLR camera / DLR camera kya hota hai?
DSlR  camera kya hai? Aur kaise kaam karta hai -surf xtra tech


Details about Dslr camera :- 

Dslr camera ek digita single lens reflex hei jo k digital format me photos aur videos captures karta hai . aur use electronics image senser ki madd se record karta hai. Is camera me aap photo lene ke turant baad use dekh sakte hai. Use delete kar sakte  hai. Aur uski jagah naya photo le sakte hai.

Iske lens bhi bahut Advance hota hain. Aur yah hamare filmy  camera se baht alag hota hai. Iske features hi ise unique banate hai. Isek lense aur Advance Feature Apko ek perfect feature lene me madd karte hai. Aiye jante hai DSLR camera ke parts ke bare me.


Parts of DSLR / DSLR camera ke Parts

1.     Camera Lens
2.   Reflex mirror
3.   Focal Plan Shutter
4.   Image sensor
5.    Matte focusing screen
6.   Condenser lens
7.    Pentaprism
8.   View finder

Ye hai DSLR camera ke parts aur kaam kaise karti hai iske bare me bhi jaan hi le.

DSLR camera kaise kaam karta hai. 

DSLR camera me reflex mirror, image sensor, camera lens, prism aur view point hota hai.
Jab DSLR camera ko on kiya jata  hai to koi bhi image kha lijiye ya koi scene sabse pehle Prakash ke duwara lense par show hota hai .
Uske baad mirror par show hota hai. Aur mirror use image sensor par send karta hai. Ya phir prism par ke duwara viewfinder par show karta hai.

Phir prism capture button ko press karenge tab mirror close ho jata hai. Aur viewfinder par jo scense /image dikha raha hota hai wahi image sensor me capure ho jata hai.

SLR camera / DLR camera kya hota hai?


SLR ki full form hoti hai. Single lens reflex . yah ek aisa camera hota hai. Jisme sirf  ek lens laga hota hai jisme ek lense laga hota  hai. Aur usi lens ke duwara wah photo khichi jatai hai. Aur jab  aap viewfinder se photo ko dekhte hai. To usi lens ke duwara dekhte hai. 

Aur inme photo khichne ke liye ham eek Reel ki jarurt padti hai.  Jism ek baar jo photo khinchi gai to usko ham delete nahi kar sakte hai. Phir wo Reel dhulne ke liye jati thi aur phir hame hamari original photo milti thi.

Agar ham purine janmane ke cameras dekhe to us waqt camera me niche ek  lens laga hota tha. Aur upar ek Rectangle Viewfinder hota tha. Jab aap photo ko dekhte the. To viewfinder se dekhte the. 

Aur jab camera photo khichta tha. Wah niche wale lens se khinchaata tha. To dekhne ka lense alag tha usme. Aur photo capture karne ka lense alag tha uske baad 70 ke dasak me aise camera aaiye jisme ha upar se dekhte the.

Un camera me double lens laga hota tha. Islliye unko DLR ya Double Lens Reflex bhi kha jata tha.  Isme ek lense jisse aap dekh rahe hai, aur dusra jo actural photo ko capture kara tha. Wo dono labhag-labhag same hi information provide karwate the.

Jab SLR (single lens reflex) me ek hi lens hota hai. Jisme aap bhi usi ke through dekh rahe hai. Bas camera ke andar ek mirar hota hai jo view finder ko us lens me dikhne wali tasvir ki information provide karata hai. To ab aap SLR aur DLR ke dono ke bare me jaan gye. 

To dosto aasha hai ye jankari(What is DLSR camera, SLR camera / DLR camera kya hota hai?,DSLR camera kaise kaam karta hai.)aap sbhi ko achha laga  hota agar achha laga hai to comment kar hame batarye kaisa laga hai .  aur apne dosto ke sath share kare. 

     THANKS FOR READING

Post a Comment

أحدث أقدم