What is internet ? Who invented it and its advantages and disadvantages:- Hello dosto, Aap sabhi ka surf xtra tech me swaagat hai. Aaj ham baat karne waale hai . what is internet? ke baare me. Internet ka istemal aaj ke daur me har hoi kar raha hai. Internet par baat karne se lekar apne business ko aage badhne tak har kahi par internet ka prayog ho raha hai.
Yaha tak ki aaj kal bajaar me bhi kuch saamaan lene par internet ki madad leni padti hai. Jaise – jab ham bajaar sabji kharidne jaate hai. To vaha pr paise nakad na dekar paytm card ki madad se paise katwa sakte hai. To aaiye inter kya hai? Aur iske bare me jante hai , ki intenet banane waala kaun hai.
What is internet ? Who invented it and its advantages and disadvantages | surf xtra tech,Internet kya hai? ,History of the Internet, Who made the internet?, Disadvantages of Internet |
What is internet?-Internet kya hai?
Internet kya hai? Asaan sabdo me kahe to internet ek aisa network ka jaal hai jo ek makdi(spider) ke jaal ki tarh puri duniya m,e faila hua hai. Jisme data aur information ki transaction router aur server ke jariye ki jaati hai.
Router aur Server ke jariye hi duniya ke sare computer aapse jude rahte hai. Jab document ek computer se dusre computer me jata hai. To tab ek protocol kaam karta hai jisko IPS (information Protocol) jiske aasaan bhasa me IP Address ke naam se jante hai.
History of the Internet -Internet ka Itihash
Sabse pehle 1969 me America ke raksha vibhaag me Advance Research Project Agency (ARPANET) Namak ka ek network Launch kiya gya . sabse pahle iska naam ARPANET tha par baad iska naam badal kar internet rakh diya gya.
Who made the internet? -Internet Ko Kisne Banaya
Internet ko banaane vaala koi ek waykti nahi hai. Balki isko banana ke pichhe kai logo ka haath hai.:-
· Leonard Kleinrock ne sbse pehle intene ki yojana banai.
· C.R. Licklider ne es yojna me Leonard Kleinrock ka sath diya.
· Robert Taylor ke madd se ek Network banaya.
· Bharat yaani India me internet 80 dasak me aaya tha.
· Internet ke uses(Uses of Internet)
· Internet ek aisa Network hai jisse ham ek dusre connect se ho sakta hai.
· Yah router aur server ke jariye duniya ke sare computer ko apas me jodata hai.
· Ise world wide web ya world wide network ke naam se bhi jaana jata hai.
· Yah network duniya ka sabse bada network hai.
· Internet ka istemal ham sanchar ke liye, shiksha ke liye , shopping ke liye aur manoranjan ke liye kar sakte hai.
· Aaj ke jamane me sabhi kaam internet ke duwaara kiye jata hai.
· Internet ek aisa jaal hai. Jiske madad se ham duniya ke kisi bhi kone me ho vaha se kahi par bhi jankari hashil kar sakte hai.
Disadvantages of Internet-Internet ke Haani
Jis tarah se internet ke labh hai.usi tarah ke iski haani bhi hai. Aur jisse shayad aap vakiph nahi hai.
· Internet banking se jab ham koi saman kharidte hai, tab yah khatara rahta hai, ki koi hacker hamara password na chura le jisse ki kaaphi khatara ho sakte hai.
· Galti se agar apne koi aisi website li jo high Power ki hai. Aur iske kholne se aapke system me virus aa sakte hai. Aur apka storage delete bhi ho sakta hai.
· Koi hacker agar aapka IP Address ka pata lagaa hai to isse vah system ki puri jankari nikal kar galt istemal bhi kar sakte hai.
Aur bhi kai nukshan hai internet se.
To ye post se aapko internet ke bare me pata gya ki Internet kya hai? Or what is internet . aur internet kisne banaya. Jis chij ko ham istemal karte hai jis chij ki jankari rakhna bahut jaruri hai. Aur ham internet se puri tarah se ghira hue hai.
To agar aapko yah post achha laga ho to ise apne dosto me share kare aur apne Review Comment Box me jarur de. Aur apne dosto aur relatives ke sath bhi share Karen.
Post a Comment