Computer ki Imprtant jankari:- Hellow dosto swagat hai aap sabhi ka ek baar phir se surf xtra tech me . dosto aj hm aap sabhi ko computer ki important jankari ke baar me baat krne walale hai to aap sabhi log, ye post ko padhte rhiye kuch na kuch aap sabhi ko sikhne ko jarur milega.
Dosto computer ek electronic machine hai, Jo hmare aaj ke sansar me sabse Jayda importance rakhti hai. Aaj kal sare kaam ho hai wo computer ke through hi hona nischaya hogya hai.
Aaj kal computer ka use har jagah hone laga hai, jaise me- bank , school , company etc. me aur sath me aaj kal ye sabke ghar me hogya hai. Duniyaki baat kre to Approx-30 arab se bhi jyada computer hogya hai.
To isliye hmne socha ki aaj aap sabhi ko computer ki kuch important jankari bata hi de , aap sabhi logo me se kuch log iske bare me jaantebhi honge aur kuch log nhi bhi jante hone to chaliye phir aaj ham sari baate jaan lete hai.
Computer ki Important Jankari | surf xtra tech | surf xtra tech,History of computer:-Computer ka history |
Dosto sbse pehle ham baat krte hai. Computer ke history ke bare me.
History of computer:-/ Computer ka history
Aaj se 2000 yug purana hai computer ka history . au isse bahut sare logo ne mil ke banaya hai . kisi ek ko credite nhi diya ja sakta hai.
Pahli baar computer word 1613 me ek admi ke liye isko prayog kiya gya tha. Jo maths ki calculation karne me thik tha.
Shuru me computer ek lakdi ke raik ke rup me hota tha. . jise abacus ke naam se jana jata hai. Agar baat pahle ke mechanical computers ki kare to ise Charles babage ne 1822 me banaya tha. Isilye Charles babbage ko father of compute ke naam bhi jana jata hai . aur hindi me computer ke pita ke naam se jana jata hai.
Agar ham baat computer programmable computer ki kare to konrad jhus ne 1937 ke ashpas ke bich banaya jiska naa tha Z1. Ye Germany ke rahne wale the.
Aur ek ENIAC computer 1943 ke aas pass banaya gya tha. Isko john mauchchli aur j.presper ekart ne banay tha. Yah itan bada thal. Ki ise rakhne ke liye aprox 210 gaj place chahiye tha.
To dosto aaj ye to aap bhut achhe se smjh gye honge lekin abhi bhi computer ke important jankari baaki hai to chaliye ise bhi padh lete hai.
- Computer bilkul hi rectangular hota hai. Square bhi hoskta hai.
- Mouse, keyboard, CPU, UPS and Monitor ye 5 chijo se hi compute banata hai.
- Harek month approx. 5999 se bhi jyada computer ke virus ko banay jata hai.
- Doug engelbart ne sbse pehle 1964 me lakdi ka mouse banaya tha.
- Computer ke samne bhaitne par insan ki palke bhut hi kam jhapakti hai.
- Aaj kal computer ke sahayta se hi online work bhi horaha hai .
- Keyboard ke sahare hi aap typing kr skate hai ya kuch likh skate hai.
- Lekin computer me ek special keyboard bhi rahta hai jisko mouse se chalaya jata hai.
- Mouse na rahne par comuter ko keyboard ke sahare aap use kar sakte hai. Iske liye hi keyboard ke shortcuts banaye gye hai.
- Aur kisi bhi typing karne wale insan ki fingers or ungli aprox 14 se 20 km tak chalti hai.
- Jab aap log computer ko open karte hai to aane wali sound MAC os ka prayog kar banaya jata hai.
- Aur india me computer 1952 me laya gya tha jise Dr. dwijish dutta ne Kolkata me sthapit kiya tha.
To dost ye thi computer ki important jankriya . asha hai aap sabhi ko achha laga hi hoga to comment kar jarur bataye aru apne dosto ko share bhi kare. Aur computer ki important jankriyo ke bare me jananke liye ham hmare sath jude rhe . hm aap sabhi ke liye sabhi prakar ki jankriyo ke dene ke liye hamesa prayas kar rhe hai.
Post a Comment