Aadhar card kya hota hai -surf xtra tech

Adhar card kya hota hai:- Hello dosto jaisa ki aap sabhi log heading ko padh ke samjh hi gye honge ki ham aaj apa sabhi se ki bare me baat karne walle hai. To chaliye phir  aage padhte hai.

Dosto ek baar phir se swagat hai aap sabhi ka . der na karte hue chliye jaan lete hail ki – aadhar card kya hai. Aadhar card kaise banaye. Aur aadhar card ki puri Jankari. Ke sath chliye is post ko padh lete hai.

Aadhar card kya hota hai.


Adhar card kya hota hai -surf xtra  tech,Aadhar card me kya kya hota hai.Aadhar card banwane ke liye jaruri document,Aadhar card ke laabh/ Benefits of Aadhar card,Aadhar card ka upyog kaha kaha hai.
Adhar card kya hota hai -surf xtra  tech,Aadhar card me kya kya hota hai.Aadhar card banwane ke liye jaruri document,Aadhar card ke laabh/ Benefits of Aadhar card,Aadhar card ka upyog kaha kaha hai.

Aadhar card ek pehchan patra (ID indentification number ke sath hota hai.) joki government ke duwara indian logo ke liye ek nayi yojna shuru kiya gya hain. Jo ki bharat me rah rahe harek person ko apni pehchaan kila sake.

Iss yojna ko safal banane ke liye iski jimmedari unique indentification authority of india (UIDAI) ko dediya gya hain.  Jinka kaam aadhar number aur Adhar identification cards ko sambhalna hain.

Adhar card  12-result ka unique identification numner hain. Ye sabhi bhartiya logo ke liye hai, chahe wo kisi bhi age ka ho. Wo apne family ke sabhi logo ka adhar card banwa sakta hain.

Adhar card india me kahi bhi aapke pehchan ke liye kaam aayega. Aadhar card harek jagah pe manya ho gya hain.

2009 me sarkar ne Aadhar card ko ek jaruri pehchan patra (ID) ke rup me desh me kiya gya hai. Iss india ke sabhi logo ki pehchan ho sakti hai.

Aadhar card me kya kya hota hai.


Aadhar card ek chhote se bade logo ke pehchan ki sadhan hai. Iskme harek aadmi ki detail Jodi jati hai. Aaiye jante hai wo details kya kya hai.
  • Person name
  • Aadhar number(identification number)
  • Image
  • Address
  • DOB(Date of Birth)
  • Gender
  • Barcode
Ye sare jankariya ek single person ke AAdhar card me juda hua rahta hai.  Jisse us aadmi ke sari Jankari ek chote se ID me hi mil jati hain.


Ab baat aagai ki Adhar card banwane ke liye kya kya chahiye. To chaliye isko bhi jaan hi lete hai.

Aadhar card banwane ke liye jaruri document


Dosto sabse pehle Agar aap ne abhi tak Adharcard bnawaye nhi hai to ye samjh lijiye ki aapko kabhi na kabhi Adhar card banawana padega.

Kyoki bina Aadhar card ke koi kaam hona sambhav hi nahi jaise (bank, School me Admission samay , sarkari Naukari bharne ke samay aapko adhar card dena hi padta hai etc. me bhi.)

To dosto chaliye jaan lete hai ki Aadhar card banwane ke liye jaruri document kya hai.

Aadhar card banwane ke liye sabse pehle aapko khud jana hoga. Kyoki aapke hath ke finger print, aapke aankh ke retina ka sample, Dena hota hai.

Apko apna original Address, jaise me – village, post, police station, panchayat. Pincode ye sare details dene hote hai.

Aadhar card ke laabh/ Benefits of Aadhar card


  • Aadhar card ka number harek log ke jindgi bhar ki pehchan hai.
  • Aadharcard se aapko banking, mobile phone connection aur sarkari aur gair sarkari sewao ki suvidhaye prapt karne me asani hogi.
  • Asani se aapka online kaam hojaega.
  • Kisi aadmi ko pehchanne me aap adhar card ki madad le sakte hai.

Aadhar card ka upyog kaha kaha hai.


Aadhar card ka upyog harek jagah hota hai. Jisko hamne aap sabhi ko list bana ke diya hai. Aap iss list ko padh ke asani se aadhar card ka upog aur awsyakta ko jaan jaenge . to chaliye isse bhi padh lete hai.

  • Bank me account kholwane ke liye
  • LPG ke subsidy pane ke liye
  • Train ke ticket me chut pane ke liye
  • Passport jari karne ke liye aadhar card  dena jaruri hota  hain.
  • Naukari ke form me, aur exam pe bhaithne ke liye aapko aadhar card dena jaruri hota hai.
  • Digital locker ke liye aadhar card jaruri hai
  • Sim card lene me aadhar card ki jarurt hoti hai.
  • Bank me jyada amount nikalne ya jama karne ke liye.

To dosto kaisa laga (Aadhar card kya hota hai, Aadhar card ke laabh, Aadhar card ka upyog, Aadhar card banwane ke liye jaruri document) ye post. Asa hai aapka sari basic Jankari mil hi gai hogi to . Iss post ko jyada se jyada share kare. 

Post a Comment

Previous Post Next Post